LRC歌词

Pedon pe taange hue jhoole
Bachpan hum jahaan pe chhod aaye
Ya phir umr ki us dehleez pe
Jahaan dil kisi ka tod aaye

Ya phir wahaan, befikri thi jahaan
Na daftaron ki bheed thi, na zimmedaariyaan

Chalo wapas chalein us mod par
Jahaan se mud gaye the hum kabhi
Chalo wapas chalein us mod par
Ruke jaake wahaan pal bhar sahi


Yeh aa gaye kaisi jagah
Sab hain yahin par sab tanha
Sab daudte hain jaa rahe
Jaana kahaan, kya pata

Kyun na koi, tarkeebein dhoondh ke
Laute wahaan masoom thi, jahaan pe yaariyaan


Chalo x 7

Chalo wapas chalein us mod par
Jahaan se mud gaye the hum kabhi
Chalo wapas chalein us mod par
Ruke jaake wahaan pal bhar sahi

文本歌词

Pedon pe taange hue jhooleBachpan hum jahaan pe chhod aayeYa phir umr ki us dehleez peJahaan dil kisi ka tod aayeYa phir wahaan, befikri thi jahaanNa daftaron ki bheed thi, na zimmedaariyaanChalo wapas chalein us mod parJahaan se mud gaye the hum kabhiChalo wapas chalein us mod parRuke jaake wahaan pal bhar sahiYeh aa gaye kaisi jagahSab hain yahin par sab tanha Sab daudte hain jaa rahe Jaana kahaan, kya pata Kyun na koi, tarkeebein dhoondh ke Laute wahaan masoom thi, jahaan pe yaariyaan Chalo x 7Chalo wapas chalein us mod parJahaan se mud gaye the hum kabhiChalo wapas chalein us mod parRuke jaake wahaan pal bhar sahi

推荐音乐

声明:本站不存储任何音频数据,站内歌曲来自搜索引擎,如有侵犯版权请及时联系我们,我们将在第一时间处理!