LRC歌词
Pratibhashali lokpriya charitra ho tum.
Gyaan saahas shakti ka samanvay ho tum.
Aham raheet jeevan ka drashtaant ho tum.
Sansaari aur sanyaasi ke adarsh ho tum.
Prabhu Shri Ram ke tum ho pramaan,
Tapasviyo ke siddhi samaan.
Yugo se hai gaatha jo mahaan,
Gaaye har koi gunn gaan.
Jai Jai Pawanputra Hanuman,
Jay ho Anjaniputra mahaan.
Balshaali aur buddhimaan,
Jag kare shat shat tumhe pranaam.
Kalyug me bhagwaan,
Jeevan me sangraam,
Buddhi tum jesi mahaan,
Uttar hai jai jai Hanuman.
Bhakti bhaav se hai pradaan,
Daas bankar hue mahaan,
Bhed naa paaye teer kamaan,
Chiranjivi jai jai Hanuman.
Prabhu Shri Ram ke tum ho pramaan,
Tapasviyo ke siddhi samaan.
Yugo se hai gaatha jo mahaan,
Gaaye har koi gunn gaan.
Jai Jai Pawanputra Hanuman,
Jay ho Anjaniputra mahaan.
Balshaali aur buddhimaan,
Jag kare shat shat tumhe pranaam.
बुद्धिर्बलं यशो धैर्यं निर्भयत्वमरोगता।
अजाड्यं वाक्पटुत्वं च हनुमत्स्मरणाद्भवेत्।।
文本歌词
推荐音乐
-
周杰伦 4.39 MB 04:47
-
ILLIT 2.02 MB 02:11
-
吴建豪 2.72 MB 02:58
-
司马缸砸光 3.14 MB 03:25
-
广东烂仔Zaage炸鸡 2.18 MB 02:22
-
顾焕gkuank 3.61 MB 03:56
-
吴建豪 2.9 MB 03:10
-
浅影阿 3.08 MB 03:21
-
张嘎嘎 4 MB 04:21
-
顾叮当 2.54 MB 02:46
-
Capper 2.8 MB 03:03
-
Capper 2.28 MB 02:29
-
逍遥Lee 2.79 MB 03:02
-
顾焕gkuank 3.69 MB 04:01
-
京六 3.83 MB 04:10
-
袁娅维TIA RAY 3.46 MB 03:46






























