LRC歌词

Gilah toh unko bhi hai, mai’n jinhe’n milaa hi nahi’n
Na jaane kitne phasaano mei’n hoo’n, pataa hi nahi’n

Koi toh poochhe zaraa haal un andhero’n se
Ke jin ke pahloo me’n sooraj kabhi ugaa hi nahi’n

Lo khel khel me’n banane ko ban gayi kashti
Magar mizaje samandar ka kuch pataa hi nahi’n

Use hai aaj bhi ranj o malaal yeh mujhse
Ke dil par uski kisi baat ko liyaa hi nahi’n

Abhi se kar na, muqarrar tu mera waqte hisaab
Ke zindagii tuzhe maine abhi jiyaa hi nahi’n

Gilah toh unko bhi hai, mai’n jinhe’n milaa hi nahi’n
Na jaane kitne phasaano mei’n hoo’n, pataa hi nahi’n

文本歌词

Gilah toh unko bhi hai, mai’n jinhe’n milaa hi nahi’nNa jaane kitne phasaano mei’n hoo’n, pataa hi nahi’nKoi toh poochhe zaraa haal un andhero’n seKe jin ke pahloo me’n sooraj kabhi ugaa hi nahi’nLo khel khel me’n banane ko ban gayi kashtiMagar mizaje samandar ka kuch pataa hi nahi’nUse hai aaj bhi ranj o malaal yeh mujhseKe dil par uski kisi baat ko liyaa hi nahi’nAbhi se kar na, muqarrar tu mera waqte hisaabKe zindagii tuzhe maine abhi jiyaa hi nahi’nGilah toh unko bhi hai, mai’n jinhe’n milaa hi nahi’nNa jaane kitne phasaano mei’n hoo’n, pataa hi nahi’n

推荐音乐

声明:本站不存储任何音频数据,站内歌曲来自搜索引擎,如有侵犯版权请及时联系我们,我们将在第一时间处理!